Do Sadiyon Ke Sangam - Udit Narayan, Kavita Krishnamurthy

Do Sadiyon Ke Sangam - Udit Narayan, Kavita Krishnamurthy

Год
2000
Длительность
322460

Zemāk ir dziesmas vārdi Do Sadiyon Ke Sangam , izpildītājs - Udit Narayan, Kavita Krishnamurthy ar tulkojumu

Dziesmas vārdi " Do Sadiyon Ke Sangam "

Oriģinālteksts ar tulkojumu

Do Sadiyon Ke Sangam

Udit Narayan, Kavita Krishnamurthy

Ek sadi ki shyaam jahan par ek sadi ka vahi savera\nSamay na daale kahin bhi deraa\nEk samay lekin do sadiyaan, do sadiyaan — 2\nDo sadiyon ke beech uthi — 2\nEhsaas ki ek deewar — 2\nIs deewar ke peeche jaa ke — 2\nBhes badalta yeh samay — 2\nKya karta hai shringaar\nDo sadiyon ke sangam par milne aaye hain — 2\nEk sadi ki shyaam jahan par ek sadi ka vahi savera\nSamay na daale kahin bhi deraa\nEk samay lekin do sadiyaan, do sadiyaan — 2\nNeele rang ke is daavan mein kitne sukun bhare lamhe hain\nNeele neele rang mein rooh ke saare geet ghule hain\nSurkhi jaise garam lahoon hai, chhalak sharaab hai surkhi\nSurkhi taaza zakhm jaise khilta gulaab hai surkhi\nHaan, jism mein behti saari surkhi, rooh ke saare neele nagme\nDo sadiyon ke sangam par milne aaye hain — 2\nEk sadi ki shyaam jahan par ek sadi ka vahi savera\nSamay na daale kahin bhi deraa\nEk samay lekin do sadiyaan, do sadiya

Vairāk nekā 2 miljoni dziesmu tekstu

Dziesmas dažādās valodās

Tulkojumu pakalpojumi

Augstas kvalitātes tulkojumi visās valodās

Ātrā meklēšana

Atrodiet nepieciešamos tekstus dažu sekunžu laikā