Jo Pyaar Karta Hai - Anuradha Paudwal, Kavita Krishnamurthy, Manohar Shetty

Jo Pyaar Karta Hai - Anuradha Paudwal, Kavita Krishnamurthy, Manohar Shetty

Год
2001
Язык
`Malagasiešu`
Длительность
365840

Zemāk ir dziesmas vārdi Jo Pyaar Karta Hai , izpildītājs - Anuradha Paudwal, Kavita Krishnamurthy, Manohar Shetty ar tulkojumu

Dziesmas vārdi " Jo Pyaar Karta Hai "

Oriģinālteksts ar tulkojumu

Jo Pyaar Karta Hai

Anuradha Paudwal, Kavita Krishnamurthy, Manohar Shetty

Kisi Ki Zulfon Ka Baadal Ban Jaata Hai

Kisi Ke Peedon Ka Ghaayal Ban Jaata Hai

Jo Pyaar Karta Hai, Paagal Ban Jaata Hai

Paagal Ban Jaata Hai

Jo Pyaar Karta Hai

(Jo Pyaar Karta Hai)

Paagal Ban Jaata Hai

(Paagal Ban Jaata Hai)

Paagal Ban Jaata Hai

(Paagal Ban Jaata Hai)

Kisi Ki Aankhon Ka Kaajal Ban Jaata Hai

Kisi Ki Zulfon Ka Baadal Ban Jaata Hai

Kisi Ke Peedon Ka Ghaayal Ban Jaata Hai

Jo Pyaar Karta Hai, Paagal Ban Jaata Hai

Paagal Ban Jaata Hai

Jo Pyaar Karta Hai

(Jo Pyaar Karta Hai)

Paagal Ban Jaata Hai

(Paagal Ban Jaata Hai)

Paagal Ban Jaata Hai

(Paagal Ban Jaata Hai)

Pyaar Mein Jeena, Pyaar Mein Marna

Aaj Hi Kar Lo Jo Hai Karna

Der Bahut Ho Jaayegi Varna

Aaj Ka Din Jo Guzar Gaya To Kal Ban Jaata Hai — 2

Jo Pyaar Karta Hai

(Jo Pyaar Karta Hai)

Paagal Ban Jaata Hai

(Paagal Ban Jaata Hai)

Paagal Ban Jaata Hai

(Paagal Ban Jaata Hai)

Yaadein Umange, Armaan Sapne

Sab Ke Yahan Ghar Apne Apne

Yeh Sach Hai Yeh Maana Sab Ne

Shahed Yeh Dil Ka Ujde To Jungle Ban Jaata Hai — 2

Jo Pyaar Karta Hai

(Jo Pyaar Karta Hai)

Paagal Ban Jaata Hai

(Paagal Ban Jaata Hai)

Paagal Ban Jaata Hai

(Paagal Ban Jaata Hai)

Mmm, Mm Mm

Dil Deta Hai, Jaan Leta Hai

Amrit Mein Vish Bhaar Deta Hai

Jeena Mushkil Kar Leta Hai

Pyaar Kabhi Har Ek Mushkil Ka Hal Ban Jaata Hai — 2

Jo Pyaar Karta Hai

(Jo Pyaar Karta Hai)

Paagal Ban Jaata Hai

(Paagal Ban Jaata Hai)

Paagal Ban Jaata Hai

(Paagal Ban Jaata Hai)

Kisi Ki Aankhon Ka Kaajal Ban Jaata Hai

Kisi Ki Zulfon Ka Baadal Ban Jaata Hai

Kisi Ke Peedon Ka Ghaayal Ban Jaata Hai

(Jo Pyaar Karta Hai, Paagal Ban Jaata Hai

Paagal Ban Jaata Hai) — 3

Vairāk nekā 2 miljoni dziesmu tekstu

Dziesmas dažādās valodās

Tulkojumu pakalpojumi

Augstas kvalitātes tulkojumi visās valodās

Ātrā meklēšana

Atrodiet nepieciešamos tekstus dažu sekunžu laikā