Zemāk ir dziesmas vārdi Sanam Bewafa , izpildītājs - Lata Mangeshkar, Vipin Sachdeva ar tulkojumu
Oriģinālteksts ar tulkojumu
Lata Mangeshkar, Vipin Sachdeva
Tune dil mera toda kahi ka na choda — 2\nSanam bewafa wo sanam bewafa — 2\nJaneman meri ja main nahi bewafa — 2\nMeri wafapar na sahamat laga\nMain nahi bewafa — 4\nKaisa dard diya hai jina mushkil kiya hai\nDil mein rehke dil se kaisa badala liya hai\nPyar se nata toda sawan mein rota choda\nSanam bewafa wo sanam bewafa — 2\n(tere ras bhare hoton ki kasam\nWafa ka chalan nahi chodenge hum) — 2\nKhayalon me bhi ye nahi sochana\nKi wakis nahi tere dard se hum\nJisane kiya humko juda milaye ga humko wo khuda\nMain nahi bewafa — 2\nTune dil mera toda kahi ka na choda\nSanam bewafa wo sanam bewafa\nMere hal par ro rahi hai khudai — 2\nKahi jayena bairi teri judai\nLambi nahi hai judai ki rate\nBarasengi phir pyar ki barasate\nKarata hai puri sabaki khuda\nNikalati hai jo bhi dil se dua\n(main nahi bewafa — 2\nSanam bewafa wo sanam bewafa) — 2\nMain nahi bewafa — 2
Dziesmas dažādās valodās
Augstas kvalitātes tulkojumi visās valodās
Atrodiet nepieciešamos tekstus dažu sekunžu laikā