Nafrat Karne Walon Ke - Kishore Kumar

Nafrat Karne Walon Ke - Kishore Kumar

Год
2011
Язык
`Angļu`
Длительность
206020

Zemāk ir dziesmas vārdi Nafrat Karne Walon Ke , izpildītājs - Kishore Kumar ar tulkojumu

Dziesmas vārdi " Nafrat Karne Walon Ke "

Oriģinālteksts ar tulkojumu

Nafrat Karne Walon Ke

Kishore Kumar

Arey me woh parwana hu, pathar ko maum kar du

Nafrat karne walo ke sine me pyar bhar du

(Phir aap kya hai, hai

Aakhir tho phul hai, faulad nahee hai

Arey bulbul hai kisee bag ke, saiyad nahee hai)

Bulbul ke tadpane se saiyad pighalta hai — (2)

Aaho me aasar ho tho faulad pighalta hai

Faulad ke bhee dil me ulfat kee aag bhar du

Arey me woh parwana hu, pathar ko maum kar du

Nafrat karne walon ke sine me pyar bhar du

(Sharmo haya ka parda dushwar nahee hai

Ajee halka sa ek parda hain, dewar nahee hai)

Aachal kee yeh dewar tho dewar nahee hain — (2)

Phir aap ke bhee dil me inkar nahee hain

Inkar jin labo me ikrar uname bhar du

Arey me woh parwana hu, pathar ko maum kar du

Nafrat karne walon ke sine me pyar bhar du

(Ham woh hai, jindagee me kabhee sath na chodenge

Thamenge agar hath tho phir hat na chodenge)

Ham hath na chodenge, tufan se kinaro tak — (2)

Vairāk nekā 2 miljoni dziesmu tekstu

Dziesmas dažādās valodās

Tulkojumu pakalpojumi

Augstas kvalitātes tulkojumi visās valodās

Ātrā meklēšana

Atrodiet nepieciešamos tekstus dažu sekunžu laikā