Mar Jaayen - Atif Aslam

Mar Jaayen - Atif Aslam

Год
2016
Язык
`Angļu`
Длительность
224620

Zemāk ir dziesmas vārdi Mar Jaayen , izpildītājs - Atif Aslam ar tulkojumu

Dziesmas vārdi " Mar Jaayen "

Oriģinālteksts ar tulkojumu

Mar Jaayen

Atif Aslam

Har lamha dekhne ko

Tujhe intezaar karna

Tujhe yaad karke aksar

Raaton main roz jagna

Badla hua hai kuch toh

Dil in dino yeh apna

Kaash woh pal paida hi naa ho

Jis pal mein nazar tu naa aaye

Kaash woh pal paida hi naa ho

Jis pal main nazar tu naa aaye

Gar kahin aisa pal ho

Toh iss pal mein mar jaayen

Mar jaayen… mar jaayen…

Mar jaayen… ooo ho mar jaayen

Mar jaayen… mar jaayen…

Mar jaayen… ooo ho mar jaayen

Tuhjse juda hone ka tasavur

Ek gunaah sa lagta hai

Jab aata hai bheed mein aksar

Mujhko tanha karta hai

Khwab mein bhi jo dekhle yeh

Raat ki neendein udd jaayen

Mar jaayen… mar jaayen…

Mar jaayen… ooo ho mar jaayen

Aksar mere har ek pal mein

Kyun yeh sawaal sa rehta hai

Tujse mera taluk hai yeh kaisa

Aakhir kaisa rishta hai

Tujko na jis din hum dekhen

Wo din kyun guzar hi na payein

Mar jaayen… mar jaayen

Mar jaayen… ooo oh mar jaayen

Mar jaayen… mar jaayen

Mar jaayen… ooo oh mar jaayen

Mar jaayen… mar jaayen

Mar jaayen… ooo oh mar jaayen

Vairāk nekā 2 miljoni dziesmu tekstu

Dziesmas dažādās valodās

Tulkojumu pakalpojumi

Augstas kvalitātes tulkojumi visās valodās

Ātrā meklēšana

Atrodiet nepieciešamos tekstus dažu sekunžu laikā