Zemāk ir dziesmas vārdi Chanda Re , izpildītājs - A.R.Rahman, Hariharan, Sadhana Sargam ar tulkojumu
Oriģinālteksts ar tulkojumu
A.R.Rahman, Hariharan, Sadhana Sargam
Chanda re chanda re kabhi to zameen par aa Baithenge baatein karenge
Chanda re chanda re kabhi to zameen par aa Baithenge baatein karenge
Chanda re chanda re kabhi to zameen par aa Baithenge baatein karenge
Tujhko aate idhar laaj aaye agar
Odh ke aaja tu baadal ghane
Chanda re chanda re kabhi to zameen par aa Baithenge baatein karenge
Tujhko aate idhar laaj aaye agar
Odh ke aaja tu baadal ghane
Gulshan gulshan vadeen vadeen behti hai resham jaisi hawa
Gulshan gulshan vadeen vadeen behti hai resham jaisi hawa
Jungle jungle parvat parvat hain neend mein sab ek mere siwa
Chanda chanda aaja sapnon ki neeli nadiyon mein nahayein
Aajayein taarein chupke hum haar manayein
In dubli dubli raahon mein aaja raahi kho jaayein
Chanda re chanda re kabhi to zameen par aa Baithenge baatein karenge
Tujhko aate idhar laaj aaye agar
Odh ke aaja tu baadal ghane.
Dziesmas dažādās valodās
Augstas kvalitātes tulkojumi visās valodās
Atrodiet nepieciešamos tekstus dažu sekunžu laikā